Balma balma balma

Balma balma balma

Balma balma balma

Balma balma balma

Bansuriya abb yeh hi pukare

Aa balma nadiya ke kinare

Bansuriya abb yeh hi pukare

Aa balma nadiya ke kinare

Teri aankho se nindiya churaunga

Tere hontho se laali udaunga

Bansuriya abb yeh hi pukare

Aa balma nadiya ke kinare

Tujhe sanso me apni basaungi

Tujhe apni nazar mein chhupaungi

Bansuriya abb yeh hi pukare

Aa balma nadiya ke kinare



Aankhe bichhaye baithi thi

Dilbar ki chah mein

Kab se khadi thi main

Yaha chahat ki rah mein

Tune jo di saja toh main

Tere pas aa gaya

Dooniya bhulake main

Sanam tujhme sama gaya

Diwani ho gayi thi main tere pyar mein

Bechain ho rahi thi main tere intzaar mein

Tere intzaar mein tere intzaar mein

Bansuriya abb yeh hi pukare

Aa balma nadiya ke kinare

Balma balma balma

Balma balma balma



Aa ja karib aa mere tujhko karar du

Baho me teri pyar ke lamhe gujar du

Hai aarju yahi meri tere samane rahu

Kehani hai jitni bat main tujhse woh sab kahu

Mere sath hai too sathiya har ik hal mein

Khoya rahu hamesha main tere khayal mein

Tere khayal me tere khayal mein

Bansuriya abb yeh hi pukare

A balma nadiya ke kinare

Teri aankho se nindiya churaunga

Tere hontho se laali udaunga

Tujhe sanso me apni basaungi

Tujhe apni nazar mein chhupaungi

Bansuriya abb yeh hi pukare

Aa balma nadiya ke kinare

Bansuriya abb yeh hi pukare

Aa balma nadiya ke kinare

Bansuriya abb yeh hi pukare

Aa balma nadiya ke kinare

Bansuriya abb yeh hi pukare

Aa balma nadiya ke kinare