Na na karte pyar hai main
Kar gayi, kar gayi, kar gayi
Na na karte pyar hai main
Kar gayi, kar gayi, kar gayi
O tune kiya kya yaad hay main
Mar gayi, mar gayi, mar gayi

Na na karte pyar oy main
Kar gaya, kar gaya, kar gaya
Are tune kiya aitbar hay main
Mar gaya, mar gaya, mar gaya

Na na karte pyar hai main
Kar gayi, kar gayi, kar gayi
I am in love, I am in love, I am in love

♫♫♫☺♫♫♫

Ahaa haa haa
Mehki hawaye, yeh behki fizaye
Yeh pagal sama kuch kahe
Hum hai akele aa baho mein le le
Ke jaage hai arman naye
Mehki hawaye, yeh behki fizaye
Yeh pagal sama kuch kahe
Hum hai akele aa baho mein le le
Ke jaage hai arman naye

Tu sine se lag ja mere
Main tujhko chupa lu kahi
Yeh dhadkan meri keh rahi
Ke abb door jaana nahi

Sunke teri yeh baat akh meri
Bhar gayi, bhar gayi, bhar gayi
Sunke teri yeh baat akh meri
Bhar gayi, bhar gayi, bhar gayi

O tune kiya kya yaad hay main
Mar gayi, mar gayi, mar gayi

Na na karte pyar hai main
Kar gayi, kar gayi, kar gayi Oho ho

♫♫♫☺♫♫♫

Hhm hemm hemm hhm
Main tumhe chaho tumhiko sarahu
Tumhari main puja karu
Dil toh hamesha yeh mange duwaye
Ke baho mein teri maru
Main tumhe chaho tumhiko sarahu
Tumhari main puja karu
Dil toh hamesha yeh mange duwaye
Ke baho mein teri maru

Zameen aasman keh rahe
Tu mere liye hai bani
Hai kismat se hamko mili
Mohabbat ki yeh roshni

Ho gayi tujhpe fida main suli
Chadh gayi, chadh gayi, chadh gayi
Ho gayi tujhpe fida main suli
Chadh gayi, chadh gayi, chadh gayi
O tune kiya kya yaad hay main
Mar gayi, mar gayi, mar gayi

Na na karte pyar oy main
Kar gaya, kar gaya, kar gaya
Are tune kiya aitbaar hay main
Mar gaya, mar gaya, mar gaya

Na na karte pyar hai main
Kar gayi, kar gayi, kar gayi
I am in love, I am in love, I am in love

Hoo...
I am in love, I am in love, I am in love

I am in love